Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNew Tracks For Male-Female Singers
HomeNew Tracks For Male-Female Singers
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj madhosh huaa jaaye re jaaye re jaaye re aaj madhosh huaa jaaye re mera mann mera mann mera mann bina hi baat muskuraye re mera mann mera mann mera mann aaj madhosh huaa jaaye re mera mann mera mann mera mann o ree kali sajaa tu doli o ree lehar pehna tu paayal o ree nadi dikha tu darpan o ree kiran odha tu aanchal ik jogan hai bani aaj dulhan ho o o aao ud jaayen kahin ban ke pawan ho o o aaj madhosh huaa jaaye re mera mann mera mann mera mann shararat karne ko lalchaaye re mera mann mera mann mera mann yahan humein zamana dekhe aao chalo kahin chhup jaayen bheega bheega nashila din hai kaise kaho pyaase reh paayein tu meri main hoon tera teri kasam ho ho main teri tu hai mera meri kasam ho o o aaj madhosh huaa jaaye re mera mann mera mann mera mann shararat karne ko lalchaaye re mera mann mera mann mera mann rom rom bahe sur dhara ang ang baje shehnai jeevan saara mila ik pal mein jaane kaisi ghadi ye aayi chhoo liyaa aaj maine saara gagan ho o o naache mann
pritammmmm hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao abhi to meri zindagi hai pareshaan abhi to meri zindagi hai pareshaan kahin mar ke ho khaak bhi na pareshaan diye ki tarah se na hum ko jalaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao main saanson ke har taar mein chhup rahaa hoon main saanson ke har taar mein chhup rahaa hoon main dhadakan ke har raag mein bas rahaa hoon zaraa dil ki jaanib nigaahein jhookaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke humein tum bulaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao na honge agar hum to rote rahoge na honge agar hum to rote rahoge sadaa dil ka daaman bhigote rahoge jo tum par mitaa ho use na mitaao muhabbat mein itanaa na hum ko sataao aawaaz de ke
aawaz de kahaan hai duniyaan meri jawaan hai aabad mere dil mein ummeed ka jahaan hai duniyaa meri jawaan hai aawaz de kahaan hai aa raat jaa rahi hai yun jaise chandani ki baarat jaa rahi hai aa raat jaa rahi hai yun jaise chandani ki baarat jaa rahi hai chalne ko ab falak se taaron ka carvaan hai chalne ko ab falak se taaron ka carvaan hai aise mein tu kahaan hai duniyaan meri jawaan hai aawaz de kahaan hai kismat pe chha rahin hai kyun raat ki syaahi kismat pe chha rahin hai kyun raat ki syaahi veeran hai meri neenden taaron se le gawaahi veeran hai meri neenden taaron se le gawaahi barbaad main yahaan hoon aabad tu kahaan hai barbaad main yahaan hoon aabad tu kahaan hai bedard aasmaan hai duniyaa meri jawaan hai aawaz de kahaan hai aawaz de kahaan hai
are jaane kaise kab kahaan iqraar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya hooo jaane kaise kab kahaan iqraar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya gulshan bani galiyaa sabhi phool ban gayi kaliyaan sabhi gulshan bani galiyaa sabhi phool ban gayi kaliyaan sabhi lagta hai mera sehra taiyaar ho gayaaa hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya tumne humen bebas kiya dil ne humen dhokha diya tumne humen bebas kiya dil ne humen dhokha diya uff tauba jeena kitna dushwaar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya hum chup rahe kuchh naa kahaa kehne ko kya baaki raha hooo hum chup rahe kuchh naa kahaa kehne ko kya baaki raha bas aankhon hi aankhon mein izhaar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya jaane kaise kab kahaan iqraar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya hmmmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
Bahaaron Thaam Lo Ab Dil Mera Mahboob Aataa Hai, Ho Sharaarat Kar Na Naazuk Dil Sharam Se Doob Jaataa Hai
beeti na bitayi rainaa birhaa ki jaayee rainaa bhigi hui ankhiyon ne laakh bujhaai rainaa beeti na bitayi rainaa birhaa ki jaayee rainaa bheegi hui ankhiyon ne laakh bujhaai rainaa beeti na bitayi rainaa beeti hui batiyaan koi dohraaye bhoole hue naamon se koi to bulaaye chaand ho hoo o ooo chaand ki bindi waali bindi waali ratiyaan jaagi hui ankhiyon mein raat na aayee rainaa beeti na bitayi rainaa yug aate hain aur yug jaaye chhoti chhoti yaadon ke pal nahin jaaye jhuth se kaali laage laage kaali ratiyaan ruthi hui ankhiyon ne laakh manaai rainaa beeti na bitayi rainaa
aankhon se kaajal ki tarah phoolon se khushboo ki tarah dil ko chura liya hai tumne chura liya aankhon se kaajal ki tarah phoolon se khushboo ki tarah aankhon se kaajal ki tarah phoolon se khushboo ki tarah dil ko chura liya hai tumne chura liya chura liya hai tumne chura liya o jaana ye kya kiya tumne o jaana ye kya kiya tumne aankhon se kaajal ki tarah phoolon se khushboo ki tarah dil ko chura liya hai tumne chura liya chura liya hai tumne chura liya zikr tera hawaaon se jab bhi kiya karte hain yaadon mein teri khushboo ka hum maza liya karte hain palkon se neendon ki tarah neendon se khwaabon ki tarah dil ko chura liya hai tumne chura liya chura liya hai tumne chura liya tassavvur tera karte hain hum kiye ja rahe hain aashiqui sanam tum taa tum taa na taa re tum taa tum taa na taa re tum taa tum taa na taa re tum taa tum taa na taa re chura liya hai chura liya hai aksar ye sunte the hum ishq to hai deewanapan tumse milke jaan gaye sach kehte the log sanam honton
ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha ek din zindagi itni hogi haseen jhoomega aasmaan gaayegi ye zamin ek din zindagi itni hogi haseen jhoomega aasmaan gaayegi ye zamin maine socha na tha dil ki daali pe kaliyaan si khilne lagi jab nigaahein nigaahon se milne lagi dil ki daali pe kaliyaan si khilne lagi jab nigaahein nigaahon se milne lagi ek din iss tarah hosh kho jaayenge paas aaye to madhosh ho jaayenge maine socha na tha ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha jagmagaati huyi jaagti raat hai raat hai ya sitaaron ki baaraat hai jagmagaati huyi jaagti raat hai raat hai ya sitaaron ki baaraat hai ek din dil ki raahon mein apne liye jal uthenge mohabbat ke itne diye maine socha na tha ek din zindagi itni hogi haseen jhoomega aasmaan gaayegi ye zamin maine socha na
lala lauuu lala lauuu lala lala lala lala lala lala lala lala hmmm hmmm hmmm intaha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya huyi intezaar ki intaha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya huyi intezaar ki hmmmm baat jo hai uss mein baat woh yahaan kahin nahin kissi mein woh hai meri bas hai meri shor hai yahi gali gali mein saath saath woh hai mere ghum mein mere dil ki har khushi mein zindagi mein woh nahin toh kuchh nahin hai meri zindagi mein bujh na jaaye yeh shamma aitbaar ki intaha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya huyi intezaar ki hooooo mere sajna lo main aa gayi hooooo mere sajna lo main aa gayi logon ne to diye honge bade bade nazraane layi hoon main tere liye dil mera dil yahi maange dua hum kabhi ho na judaa mera hai mera hi rahe dil tera yeh
o jaaneman jaaneman tere do nayan chori chori le ke gaye dekho mera mann jaaneman jaaneman jaaneman mere do nayan chor nahin sajan tum se hi khoya hoga kahin tumhara mann jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman tere do nayan chori chori le ke gaye dekho mera mann jaaneman jaaneman jaaneman mere do nayan chor nahin sajan tum se hi khoya hoga kahin tumhara mann jaaneman jaaneman haan jaaneman tod de dilon ki doori aisi kya hai majboori dil dil se milne de haan abhi to huyi hai yaari abhi se ye beqarari din to zara dhalne de tod de dilon ki doori aisi kya hai majboori dil dil se milne de haan abhi to huyi hai yaari abhi se ye beqarari din to zara dhalne de yahi sunte samjhte guzar gaye jaane kitne hi saawan o jaaneman jaaneman tere do nayan chori chori le ke gaye dekho mera mann jaaneman jaaneman jaaneman mere do nain chor nahin sajan tum se hi khoya hoga kahin tumhara mann jaaneman jaaneman jaaneman sang sang chale mere maare aage peechhe phere samjhon main tere
ho oo ho oo oo oo ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya maine dil tujh ko diyaa maine dil tujh ko diyaa ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya maine dil tujh ko diyaa maine dil tujh ko diyaa ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya nainon mein thi pyaar ki roshni teri aankhon mein ye duniyaadaari na thi teri aankhon mein ye duniyaadaari na thi tu aur tha tera dil aur tha tere mann mein ye meethhi kataari na thi tere mann mein ye meethhi kataari na thi main jo dukh paaoon to kyaa aaj pachhtaaon to kyaa main jo dukh paaoon to kyaa aaj pachhtaaon to kyaa maine dil tujh ko diyaa maine dil tujh ko diyaa o ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya uss des mein tere pardes mein sone chaandi ke badle mein bikte hain dil sone chaandi ke badle mein bikte hain dil iss gaanw mein dard ki chhaanw mein pyaar ke naam par hi dhadkte hain dil pyaar ke naam par hi dhadkte hain dil chaand taaron ke talle
ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan aati hai sadaa teriii toote huye taaron se aahat teri sunti hoon khaamosh nazaron se bheegi hawaa udi ghata kehti hai teri kahani tere liye bechain hai sholon mein lipti jawaani seene mein bal kha raha hai dhuwan sunn ja dil ki daastaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan lehron ke labon par hain khoye huye afsaane gulzaar ummeedon ke sab ho gaye veerane tera pata paaun kahaan soone hain saare thikane jaane kahaan gum ho gaye jaa ke wo agle zamaane barbaad hai aarzoo ka jahaan sunn ja dil ki daastaan sunn ja dil ki daastaan
tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei muhabbat ki raahon mein mil ke chale thei bhulaa do muhabbat mein hum tum mille thei sapnaa hi samjho ke mil ke chale thei bhulaa do muhabbat mein hum tum mille thei doobaa hoon ghum ki gehraaiyon mein saharaa hai yaadon ka tanhaaiyon mein doobaa hoon ghum ki gehraaiyon mein saharaa hai yaadon ka tanhaaiyon mein saharaa hai yaadon ka tanhaaiyon mein tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei agar zindagi ho apne hi bas mein tumhaari kasam hum na bhoolein wo kasmein agar zindagi ho apne hi bas mein tumhaari kasam hum na bhoolein wo kasmein tumhaari kasam hum na bhoolein wo kasmein tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei muhabbat ki raahon mein mil ke chale thei bhulaa do muhabbat mein hum tum mille thei sapnaa hi samjho ke mil ke chale thei tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Madhosh Huaa Jaaye Sharmilee (1971) 04:58 20022
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 04:58   Song Number : 20022   

Aawaaz De ke Humein Tum Bulaao Professor (1962) 05:10 12159
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kalpana, Shammi Kapoor
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Jhaptal
Duration : 05:10   Song Number : 12159   

Aawaz De Kahaan Hai Anmol Ghadi (1946) 03:31 20079
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Noor Jahan, Surendra
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 20079   

Are Jaane Kaise Kab Shakti (1982) 05:26 20151
 
Poster of Shakti (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Samita Patil
Duration : 05:26   Song Number : 20151   

Bahaaro Thaam Lo Ab Dil Namaste Ji (1965) 02:57 35845
 
Poster of Namaste Ji (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjan
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Mehmood, Ameeta
Duration : 02:57   Song Number : 35845   

Beeti Na Bitaye Raina Parichay (1972) 03:21 20209
 
Poster of Parichay (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:21   Song Number : 20209   

Chura Liya Hai Tumne Chura Liyaa Hai Tumne (2003) 04:50 16820
 
Poster of Chura Liyaa Hai Tumne (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan, Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Zayed Khan, Esha Deol
Duration : 04:50   Song Number : 16820   

Ek Din Aap Yes Boss (1997) 04:32 18741
 
Poster of Yes Boss (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 04:32   Song Number : 18741   

Intaha Ho Gayi Intezaar Ki Sharaabi (1984) 08:49 20586
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Raag- 
Madhukauns
Duration : 08:49   Song Number : 20586   

Janeman Janeman Chhoti Si Baat (1975) 05:08 20648
 
Poster of Chhoti Si Baat (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Duration : 05:08   Song Number : 20648   

Ramayyaa Vastavayya Shree 420 (1955) 06:19 21153
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal, Hinch
Duration : 06:19   Song Number : 21153   

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Duet) Jaal (1952) 03:46 13389
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Raag- 
Kafi
Duration : 03:46   Song Number : 13389   

Tumhein Yaad Hogaa Satta Bazaar (1959) 03:44 11981
 
Poster of Satta Bazaar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Suresh, Vijay Chaudhary
Duration : 03:44   Song Number : 11981